Powered By Blogger

Wednesday, September 22, 2010

Anant Chaturdashi / Shri Ganesh Visarjan Utsaw

Lohardaga     22 Sept     Wednesday     23:30PM     Shrikant Tiwari

Aaj ghar par Maa ne Anant Chaturdashi ka yrat kiya tha, pooja ki aur hamare haath ki baanh(arm) par Anant Raksha-Sutra pahnaya. TV par Mumbai ki Ganesh utsaw ka vihanbam drishya dekha.
Sabhi parivar, mitr aur shubhchitako Anant Chaturdashi aur Shri Ganesh Pooja ji hardik badhai ewam shubhksmnayen!

Shrikat Tiwari